-
Gana Lyrics
Bollywood Cinema Songs, Music Albums, Bhajans Lyrics in Hindi
- Home
- Cinema
- 1964 cinemas
- Aandhi Aur Toofan
- Irada Na Tha Aap Se
Irada Na Tha Aap Se लिरिक्स (Aandhi Aur Toofan) Mohammed Rafi,Suman Kalyanpur

Irada Na Tha Aap Se lyrics in Hindi from the movie Aandhi Aur Toofan. Mohammed Rafi,Suman Kalyanpur had sang the song. Robin Banerjee had composed the music. Aandhi Aur Toofan was released in the year 1964.
Irada Na Tha Aap Se Lyrics
Irada na tha aap se pyar ka
Magar ho gaya dil yeh sarkar ka
Magar ho gaya dil yeh sarkar ka
Hamesha rahe lab pe inkar hi
Maja tab hi aata hai ikrar ka
Maja tab hi aata hai ikrar ka
Irada na tha aap se pyar ka
Magar ho gaya dil yeh sarkar ka
Magar ho gaya dil yeh sarkar ka
Hamesha rahe lab pe inkar hi
Maja tab hi aata hai ikrar ka
Maja tab hi aata hai ikrar ka
Irada na tha aap se pyar ka
Yeh mehfil nayi or yeh jalwe tere
Rahu hosh mein khuda na kare
Dua kar rahi hu yahi har gadi
Yeh najro ki bijli bhi mujpe gire
Yeh mujpe gire
Nigaho mein thame najara nahi
Magar dil mein arman hai didar ka
Magar dil mein arman hai didar ka
Irada na tha
Tujhe kya batau main aye najabi
Hazaro mein lakho mein tu hai hasi
Yeh jame nazar ki kasam hai mujhe
Main pita hu lekin sharabi nahi
Sharabi nahi
Ghtaye na behla sakengi hume
Main deewana hu zulfen dildar ka
Main deewana hu zulfen dildar ka
Irada na tha.
More Songs From Aandhi Aur Toofan